Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Maine Royaan
Tanveer Evan
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aaaaaaaaa... aaaaaa.....
Maine roya tujhe dhund dhunde
Roya tha main
Tu na milaa
Gehrisi in raaton mein
soyaa naa tha main
Rota tha teri yaadon mein
woh hi raat
Maine kabhi na socha tujhe
Bas roya yuhi khudse
Yun dil ko
Yun dil ko
Sambhalta raha
Maine roya tujhe dhund dhunde
Roya tha main
Tu na milaa
Raat ki gehri neendo mein
Main so na payi
Dard mein yun khudko hi
Kyun tarpa yun tarpayi
Aaa.. Raat ki gehri neendo mein
Main so na payi
Dard mein yun khudko hi
Kyun tarpa yun tarpayi
Maine kabhi na socha tujhe
Bus roya yuhi khudse
Yun dil ko
Yun dil ko
Sambhalta raha
Maine roya tujhe dhund dhunde
Roya tha main
Tu na milaa
Khwaishe jo thi meri
Bas tujko paane ki
Khaweshe woh hi meri
Bas khawaish hi reh gai
Aaa.. Khwaishe jo thi meri
Bas tujko paane ki
Khaweshe woh hi meri
Bas khawaish hi reh gai
Maine kabhi na chora tuhje
Bas roya yunhi khudse yun dil ko
Yun dil ko sambhalta raha
Maine roya tujhe dhund dhunde
Roya tha main
Tu na milaa
Gehrisi in raaton mein
Soyaa naa tha main
Rota tha teri yaadon mein
woh hi raat
Maine kabhi na socha tujhe
Bas roya yuhi khudse
Yun dil ko
Yun dil ko
Sambhalta raha
Maine roya tujhe dhund dhunde
Royatha main
Tu na milaa