Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Unwaan
Jokhay
,
JJ47
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tum pe aik aur nazm likhi
Bolo Kya unwaan rakhun
Tum aney ki awaz jo do
Main bhari dastarkhaan rakhun
Tum bolo jee jee bhar k jo
Ab tum per hi dehaan rakhun
Chand lamhon ki na baatien yeh
Main Raatien na Aasaan rakhun
Tum pe aik aur nazm likhi
Bolo Kya unwaan rakhun
Tum aney ki awaz jo do
Main bhari dastarkhaan rakhun
Tum bolo jee jee bhar k jo
Ab tum per hi dehaan rakhun
Chand lamhon ki na baatien yeh
Main Raatien na Aasaan rakhun
Tum mere likhey geeton ki logo sey Ja kar jo yun tushri puchti ho
Tum samjho sabhi lakin phir bhi kahin bethi pahelia bhoojti ho
Tum Abhi bhi wahi ho Abhi bhi wohi ho ya phir koi dusri ho
Shoes, cars meri samajh sey bar Tum kesi cheezien poojti ho
Dil main Lagey hue shamianey
Koi rukhsati ya Matam puraney
Dil main chupa Kya rab hi janey
Mujhe pata mere geet mere kaam ni aney
Lekin! Aatey baaz kaha hain
Ab bachey raaz kaha hain
Miltey mizaaaj kaha hain
Hua aaghaaz kaha hai
Kafi safar or bhari abar door hai manzil lamba yeh rassta hai
You can make a lie or call in sick! Wesay bhi hafta hai
We go on n on! I got everything kisi cheez ka nahi masla hai
Janey har ik pehlu
Zindagi ney hame har jaga parkha hai
Ab dunya aik darga hai
Sirf rab ko hi Sajda hai
Cheezon main dekhun soday
Kis main Kya Kya bachta hai
Or Itna to banta hai
Itna hi banta hai
Zindagi aik dhanda hai
Rizq bhi bandha hai
Koi ho bacha jesay wo hasta hai
Ab dil nazuk hai ab dil darta hai
Ab tum pe yeh sher likhey hain
Jaldi main they dair likhey hain
Khushia bantaney bethey
Tere hissay Dekho dher likhey hain
Raatien hogai lambi
Hum bhi phir bhi kyun yeh Sawair likhey hain
Hum sab fair likhey hain
Out of care likhey hain
Tumpe ab yeh Nazm likhi bolo jo unwaan rakhu
Tum bolo ya na bolo phir bhi tera main yun maan rakhu
Sunta sb tere dil ki dekho kesa main bhi kaan rakhu
Tum atey ho ya khudko khud hi tera main mehmaan rakhun
Kamrey main botlien hai
Sub kuch kitna bikhra hai
Ankhien nahi ab khulti puri sb Kuch dhundla Dikhra hai
Tum pe har aik lafz piroya tum pe har aik fiqra hai
Dil to bacha dil be kabu dekha dil Kya likhra hai