Skip to content

Kya Hua Tera Waada

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada bhoolega dil jis din tumhe Oh din zindagi ka aakhri din hoga (2) Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada Bhoolega dil jis din tumhe Woh din zindagi ka aakri din hoga (child) Yaad hai mujhko tune kaha tha Tujhse nahin roothengey kabhi Dil ki tarah se haat mile hain Kaise bhala chootengey kabhi Teri baahon mein beeti har shaam Bewafa yeh bhi kya yaad nahin Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada Bhoolega dil jis din tumhe Woh din zindagi ka aakhri din hoga O kehne waale mujhko farebi Kaun farebi hai yeh bata Woh jisne gham liya pyaar ke khatri Yah jisne pyaar ko bech diya Nasha daulat ka aisa bhi kya Ke tujhe kuch bhi yaad nahin Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada Bhoolega dil jis din tumhe Oh din zindagi ka aakhri din hoga Kya hua tera waada woh kasam woh iraada Woh kasam woh iraada ...