Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dard Hi Khud
Pankaj Udhas
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ibtida-a/e-'ishq hai, rota hai kya?
Ibtida-a/e-'ishq hai, rota hai kya?
Aage-aage dekhie hota hai kya
Dard hee khud hai, khud dava hai ishq
Dard hee khud hai, khud dava hai ishq
Sheikh kya jaane too...
Sheikh kya jaane too ke kya hai ishq
Dard hee khud hai, khud dava hai ishq
Dard hee khud hai, khud dava hai ishq
Ishq hee ishq hai jahaan dekho
Ishq hee ishq hai jahaan dekho
Saare aalam mein...
Saare aalam mein bhar raha hai ishq
Dard hee khud hai, khud dava hai ishq
Dard hee khud hai, khud dava hai ishq
'gar parastish khuda kee sabit kee
'gar parastish khuda kee sabit kee
Kis surat mein...
Kis surat mein, ho, bhalaa hai ishq?
Dard hee khud hai, khud dava hai ishq
Dard hee khud hai, khud dava hai ishq
Mir jee zard hote jaathe ho
Mir jee zard hote jaathe ho
Kya kaheen tumne...
Kya kaheen tumne bhee kiya hai ishq?
Dard hee khud hai, khud dava hai ishq
Dard hee khud hai, khud dava hai ishq
Sheikh kya jaane too...
Sheikh kya jaane too ke kya hai ishq
Dard hee khud hai, khud dava hai ishq
Dard hee khud hai, khud dava hai ishq