Skip to content

Apsara

KWIZZ
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Aaye Apsara Kyu hai khafa Aaye Apsara Kyu hai khafa Sunn toh zara Sunn le zara Kyu hai khafa ha bewafa Aaye Apsara Kyu hai khafa Aaye Apsara Kyu hai khafa Sunn toh zara Sunn le zara Kyu hai khafa ha bewafa Chandni raat wahi taaro ke neeche Kaafi baato aur taano ke beech mei Khushi thi jaha bahano ke peeche Aage na badhte hum dost hi theek the Kya mila inn lehro mei bhegh ke? Ha lehro mei bhegh ke Na hi aage badhte Na hi sholay bante Na hi aag lagti Na raah badalti Pr rastey ab na milenge Shayad hum na milenge Saal beete do baatein hui aakhiri Wo phool ab mere pass nahi Chupi panno mei wo ashiqui Mujhmei hi kami shayad aaj bhi Lage saadhgi ek mohabbat ki fariyaad si Kuch baatein hain haseen si Apsara wo ha Afeem si Nasha chadhe toh afreen si Ankho mei ankhe ha kareeb thi Udd rahe the hum na zameen thi Dhage kahan wo zanjeer thi Baana rahe the jo na lekeer thi Bas umeed thi Ek kanch jo aaina bana Ek kanch jo chubta raha Ek raaz jo saya bana Ek raaz chupaya bhi na Wo baatein bachi akhiri Wo baatein nahi ashiqui Wo baatein abhi aaj nahi Wo baatein hongi akhiri Aaye Apsara Kyu hai khafa Aaye Apsara Kyu hai khafa Sunn toh zara Sunn toh zara Kyu hai khafa ha bewafa Aaye Apsara Kyu hai khafa Aaye Apsara Kyu hai khafa Sunn toh zara Sunn toh zara Kyu hai khafa ha bewafa Maa ne bola hai bachpan se hu mai laparwaah Toh kardeta galtiya chhoti si khamakha Apni hi duniya me jeeta raha hu mai sab kuch haarke Mujhko ek chumbak sa samjho tum Mujhko toot k judne ki aadat hai Sheeshe me heera hi dikhta hai aur Sooraj se upar jaane ki chahat hai Par kya tum jaanti ho? Andhera hai sapno ki nagri me meri Aur tum chaandni ho Girati ho bijli iss lohe k dil pe Jab baal nahi baandhti ho Aur meri nokjhonk se Zara bhi udaas mat ho Mere ishq ki nishani wo Shaq mat karo, bond mat bano Chand tak chalo, mujhpe galo Simto in baaho me aur bhool jao K raat k baad ek subah hoti Aur jaan ki keemat hai rupay hoti Bure sapno ki kuch wajah hoti Aur jhoot ki sachpe ab vijay hoti Mai tere liye sabkuch hi la dunga Boondo k haar, gule k taare Chaandi k hiran ki khaal Duniya ki pehli mashaal Bachpan k khel, jeevan k raaj Bus tu de mera hi saath Jeetenge dharti saari naapenge aasman Jayenge nabaad, Dhoni Yuvraj