Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Meelon Ka Jaisa Tha Fasla (Happy Version)
Kay Kay, Alka Yagnik
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Bas ek baar -2 aur mil jaaye mujhe
Just once, phir kabhi isse apne se dur nahi jaane dunga
(Milon ka jaise tha faasala, sadiyon ka jaise tha raasta
Anjaan tha dil ke hona hai kya
Phir bhi mujhe lagata hai yeh, hamko toh milana hi tha) - (2)
Milon ka jaise tha faasala...
Mujhe mera junuun aakhir, kaha se hai kaha laaya
Jise khaabon mein tha dekha use raahon mein hai paaya
Itana na chaaho yuun na saraaho, kal mil na paaye toh jaane kya ho
Kabhi na kehana aisa tum, abb tum na hona gum
Milon ka jaise tha faasala, sadiyon ka jaise tha raasta
Anjaan tha dil ke hona hai kya
Phir bhi mujhe lagata hai yeh, hamko toh milana hi tha
Milon ka jaise tha faasala...
Jo tum dekho toh dil pighale, jo dil pighale najarein jhuke
Jhuki najarein toh tan machale, jo tan machale saansein ruke
Pura deewaana main ho gaya hoon, paaya tumhein toh main kho gaya hoon
Kabhi na kehana aisa tum, abb tum na hona gum
Milon ka jaise tha faasala, sadiyon ka jaise tha raasta
Anjaan tha dil ke hona hai kya
Phir bhi mujhe lagata hai yeh, hamko toh milana hi tha