Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Zinda (From "Bhaag Milkha Bhaag")
Song, Shankar Ehsaan Loy, Siddharth Mahadevan
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Zinda hai toh pyaala poora bhar le
Kancha phoote, choora kaanch kar le
ZIndagi ka ye ghada le, ek saans mein chadha le
Hichkiyon mein kya hai marna, poora mar le
Koyla kaala hai, chattanon ne paala hai
Andar kaala, baahar kaala, par sachcha hai saala
Koyla kaala hai, chattanon ne paala hai
Andar kaala, baahar kaala, par sachcha hai saala
Zinda hai toh pyaala poora bhar le
Kancha phoote, choora kaanch kar le
Kancha phoote, choora kaanch kar le
Uljhein kyun pairon mein ye khwaab?
Qadmon se resham kheench de
Peeche kuch na aage ka hisaab
Is pal ki kyaari seench de
Aag zubaan pe rakh de
Phir chot ke honth bhi gaayenge
Ghaav gungunayenge
Tere dard geet ban jaayenge
Zinda hai toh pyaala poora bhar le
Whoa, kancha phoote, choora kaanch kar le

Zinda