Mere Khuda
Youth Alive Music
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Anokha Pyaar Hai Tera Yeshua
Tu Hai Mahan Sabse Bala Mere Khuda
Tujhe Dhoondta Mai Phir Raha
Aa Pass Aa Mai Yaha
Sadiyon Se Mai Tha Bhatak Raha
Mere Dil Ab Tera Hai Khuda
Anokha Pyaar Hai Tera Yeshua
Tu Hai Mahan Sabse Bala Mere Khuda
Tujhe Dhoondta Mai Phir Raha
Aa Pass Aa Mai Yaha
Sadiyon Se Mai Tha Bhatak Raha
Mere Dil Ab Tera Hai Khuda (2)
(Music)
Yeh Dil Tujhe He Pukare
Tera Rasta Tu Batha
Andhera Har Kahin
Teri Roshini Mei Chala (2)
Tujhe Maine Jo Paliya
Mera Jeevan Khushiyon Se Bhara
Har Kami Ko Pura Kiya
Tu Hi Sab Kuch Mera Yeshua (2).