Skip to content

MOONROCK FREESTYLE

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Main phoonku moonrocks, smoke karu boombox, Zero gravity aur main karne laga moonwalk. Balla maare full-toss, galla mera toolbox. Paisa mera paana, kare fix mera mood bohot. Yeah I'm kinda nuts, screw the world, Upar ungli jaise Makaveli! Bandra kinaare khada, Socha banunga Carter main bhi. Baat hai kavi ke haathon mein bhi, Kojagiri mein chaand ke neeche, Bharke Lakshmi chhaap ke leli. Kismat khudke haath mein le li. ""Hey daddy"" I'm not your father baby, Woh boli ""Hmmm"" like Sada Baby. Lo ji, Khopoli, far away, Hum gaadi ghumate hai raaton mein bhi. Umm, kala angrezi, daal pe tadka maaru main desi! International jigar, show ke minimum chahiye 500 peti. Verse 2: Taunk Bawa Main karu moonwalk! Levitating, interplanetary sling shot, Secondary rhyming pehle rakhu deep thoughts. Legendary flow, mandatory science hai, Mindset hai wavy, amplitude bhi high hai! Graph graphic z, x aur y hai, Idhar 3D mein rise hai. Idhar mean line bhi high hai, Bar yeh integration line hai. Rap ka median Mumbai hai, Track pe local jaisi ghai hai. Sab kuch 2 minute mein chahiye! Toh aa! Fat-fat! Aur chal be, jaga nahi hai! Queue ka IQ hai high, View mein kyu na kabhi tu aaye? 'Cause tu basic, you won't make it, Tu binary banda hai! Verse 3: RORO Yeh jakad hai mrityu ki! Beat pe karu main rough ride, Toh milegi good news hi. Baaki sab theek, Hai mere dimag ke ude bas kuch fuse hi... Suni hai bahot zamane ki, chup! Ab sunega kuch tu bhi meri, Hum kare aelaan jung ki, Tu bhage dabake dum aaj, Scooby! Doobie-doo, animated life, Bande looney toons. Possibility ki gayi seema toot, Badhi shock value, Pika-pikachu! Gully ke bahar nahi tika tu, Lage saamne humare pheeka tu. Tez-tarar, main teekha hu, Barsat-e-bars, Bin baarish bhiga du!