Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Main Hoon Fakeera
Amit Mishra
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Marzi Teri To Patthar Khuda Ho
Chahe Agar Tu Maafi Saza Ho
Marzi Teri To Patthar Khuda Ho
Chahe Agar Tu Maafi Saza Ho
Be Khwab Hoon Main
Banjar Zameen Sa
Karde Ishara Manjar Hara Ho
Teri Khwahish Main To Pehara Nahi
Isi Manzil Pe Main Thehara Nahi
Main Hoon Fakeera
Ramta Kabeera
Main Hoon Fakeera
Ramta Kabeera
Main Hoon Fakeera
Tu Mera Raasta
Main Chala Jaanib Teri
Main Tera Ho Gaya
Hain Teri Hasti Meri
Teri Khatir Hi To
Badala Hoon Main
Kai Baari Gir Ke
Sambhala Hoon Main
Main Hoon Fakeera
Ramta Kabeera
Main Hoon Fakeera
Ramta Kabeera
Main Hoon Fakeera
Fakeera Re Fakeera Re
Lafzo Main Tu Mere
Main Teri Ek Dasta
Zikr Main Fikr Main
Tu Hi To Hain Ab Numa
Tujhe Saanson Pe Main
Likhta Raha
Bas Tu Hi Mujhko
Dikhta Raha
Main Hoon Fakeera
Ramta Kabeera
Main Hoon Fakeera
Ramta Kabeera
Main Hoon Fakeera
Main Hoon Fakeera
Fakeera Fakeera Fakeera