Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tum To Ho Sabke Rakhwale
Asha Bhosle
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tum to saba ke ho rakhwale, bahut sunaa hai naam
Tum to saba ke ho rakhwale, bahut sunaa hai naam
Main tab jaanoon jab tum meri bigadi bana do shyaam
Tum to saba ke ho rakhwale
ย
Binati sun lo, mujh pe kar do bas itana upkaar
Vaapas de do jiskaa tumne chhina hai adhikaar
Mere vachan kee laaj bacha lo
Mere vachan kee laaj bacha lo, ab to tumhaaraa kaam
ย
Tum to saba ke ho rakhwale, bahut sunaa hai naam
ย
Sabakaa jeevan safal banaati in charnon kee dhul
Ban ke suhagan rahee main abhaagan, mujse huee kya bhool?
Jag ke swami, antaryami
Jag ke swami, antaryami tumko lakhon pranaam
Tum to saba ke ho rakhwale, bahut sunaa hai naam
Main tab jaanoon jab tum meri bigadi bana do shyaam
Bigadi bana do shyaam
Tum to saba ke ho rakhwale
ย