Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Way Out
Prathamesh
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Khud hi mei badshah tha
Kabhi na baat kata
Sabhi se fasla tha
Diya usko naam aisa jo
Kabhi na first atta
Bhikhar ke tut jaata
Vo jaise boond sa tha
Fikar mei puchta tha
Khayalo ka ye jungle
Fooke na kaale mantar
Chale na uska dhanda
Kala se vo tha raees
Jeb se banda Kangaal
Dekhke hoti shanka
Man mei koi to mansha
Roti, kapda, makaan se pehle nanga hai ye aadmi
Chill the fuck out!!!
Bina bole bas jataao
Bina gunah ke fasa hu
Dilaaso se na patt jaau
Us ek hi baat se darta hu
Kisipe chada karza hu
Ussi ki baatein karta hu
Dard du ya fir baant du
Kartoot kaali maar du
Khamakha paali kartoos
Dar se jaani sab door
Sab ki wajah bas tu
Paltu kaise dastoor?
Aana jana band kya kare hum bhi majboor baithe
Kaise roke kaise?
Lagta nishaane pe teer vo sateek jaise
Kaise jeena kab karna kya ab khud hi se to seekhre the
Jo Khudpe bharosa tha
Vo bhi ye ab cheen le gaye
Jo dikhta hai mai dekhta hu
Bas jhel paau ab
Thi pehele koi na hal chal
Par behta hu ab
Jitna bolu utna vapis khudpe le paau aur
Bina Kiye gunah fir kyu jyada sehta hu ab?
Piche chode hai samay ne jo vo ek do
Saamne asliyat hai khadi usse dekh to
Pichle teen saal se nind nahi awake voh
Haar se na dar zara jeet ka jab wait ho
Hai tu khudgarz
Vo taana chubhta aaj bhi
Aana ghussa laazmi
Kyu ghutmarta leta khudko faans nahi?
Na gale lag na pad gale
Shayad bhari pade harkate
Shayad kal ko sir kate
Tera baugh ek aur maali chaar
Zubaan de fir taane kha
Toofan tez ab bhage kaha?
Pukaarne pe atte na toh
Ghuma gum sum akela
Ye surkhiyo ka mela
Par mehfil mei atte kaha hum?
Tha mai bikhra koi saathi na
Niche dekha dikh raha kaanch hi kaanch
Chahe zindagi le ye haath hi kaat
Mai fir bhi na jaaunga khali haath
I swear on god