Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Mukesh; Salil Chowdhury; Yogesh
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
...
Kahin duur jab din dhal jaye
Sanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
Kahin duur jab din dhal jaye
Sanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
Mere khayalon ke aangan mein
Koyi sapnon ke deep jalayee, deep jalayee
Kahin duur... jab din dhal jaaye
Sanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
...
Kabhi yun hi jab huyi bojhal saansen
Bhar aai baithe baithe jab yun hi aankhen
Kabhi yun hi jab huyi bojhal saansen
Bhar aai baithe baithe jab yun hi aankhen
Kabhi machal ke pyar se chal ke
Chhuye koyi mujhe
Par nazar na aaye, nazar na aaye
Kahin duur jab din dhal jaye
Sanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
...
Kahin toh yeh dil kabhi mil nahin paate
Kahin pe nikal aaye janmon ke naate
Kahin toh yeh dil kabhi mil nahin paate
Kahin pe nikal aaye janmon ke naate
Thami thi uljhan
Bairi apna mann
Apna hi hoke sahe dard paraaye, dard paraaye
Kahin duur jab din dhal jaye
Sanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
...
Dil jaane mere saare bhed ye gahre
Ho gaye kaise mere sapne sunhare
Dil jaane mere saare bhed ye gahre
Ho gaye kaise mere sapne sunhare
Ye mere sapne yahi toh hai apne
Mujse juda na honge inke ye saye, inke ye saye
Kahin duur jab din dhal jaye
Sanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
Mere khayalon ke aangan mein
Koyi sapnon ke deep jalaaye, deep jalaaye
Kahin duur jab din dhal jaye
Sanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye