Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Jaane Kyon
Late Madan Mohan; Lata Mangeshkar; Javed Akhtar
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jaane kyun?
Khwaabon ka mausam hai aur main hoon
Mausam hai aur main hoon
Jaane kyun?
Yaadon kee shabnam hai aur main hoon
Shabnam hai aur main hoon
Yaaden laae hai khushiyaan bhee, ansu bhee
Jaane kyun?
Ik aisa sangam hai aur main hoon
Sangam hai aur main hoon
ย
Barase jo rang itane saare
Rangeen huve saba nazare
Barase jo rang itane saare
Rangeen huve saba nazare
Lekin mere dil kaheen bhee
Lagtaa nahin bin tumhaare
Tumko bas tumko dil dhunde, dil maange
Jaane kyun?
Har lamhaa ye sitam hai aur main hoon
Ye sitam hai aur main hoon
Jaane kyun?
Khwaabon ka mausam hai aur main hoon
Mausam hai aur main hoon
ย
Ye vaadi ab so gaya hai
Kohre mein hee kho gayi hai
Ye vaadi ab so gayi hai
Kohre mein hee kho gayi hai
Saaree fijaa saans roke
Gumsum see ab ho gayi hai
Saaree duniyaan mein ab koyi nahin jaise
Jaane kyun?
Bas mera humdam hai aur main hoon
Humdam hai aur main hoon
Jaane kyun?
Yaadon kee shabnam hai aur main hoon
Shabnam hai aur main hoon
Yaaden laae hai khushiyaan bhee, ansu bhee
Jaane kyun?
Ik aisa sangam hai aur main hoon
Sangam hai aur main hoon
Laa, laa, laa, laa
Hum...
Aur main hoon
ย