Skip to content

Yaaron Sun Lo Zara (From "Rangeela")

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Yaaron Sun Lo Zara Haan Apna Yeh Kehna Jeena Ho To Apun Ke Jaise Hi Jeena Gaadi Bangla Nahin Na Sahi Na Sahi Bank Balance Nahin Na Sahi Na Sahi Tv Video Nahin Na Sahi Na Sahi Suiting Shirting Nahin Na Sahi Na Sahi Inki Humko Kyon Ho Fikar Jee Lo Jaise Mast Kalandar Yaaron Sun Lo Zara Haan Apna Bhi Kehna Jeena Ho Toh Apun Ke Jaise Hi Jeena Gaadi Bangla Agar Ho Toh Kya Baat Hai Bank Balance Se Rangeen Din Raat Hai Tv Video Agar Hai Toh Kya Hai Maza Dressing Wressing Se Kuchh Aur Thaath Hai Inki Karlo Kuchh Toh Kadar Yaaro Thoda Jaao Sudhar Yaaron Sun Lo Zara Haan Apna Yeh Kehna Jeena Ho Toh Apun Ke Jaise Hi Jeena Humko Dekho Hum Hain Yaara Apni Marzi Ke Raja Duniya Bole Toh Maza Hai Na Kaho Khud Ko Raja Naam Apun Ka Munna Bhai Hum Karein Woh Jo Dil Mein Samaaye Arre Dhanda Kiya Na Kiya Kya Fikar Kaun Aaya Gaya Duniya Mein Kya Khabar Iss Duniya Se Tum Jo Rahe Bekhabar Kabhi Duniya Tumhein Na Bhulaaye Yaaron Sun Lo Zara Haan Apna Ye Kehna Jeena Ho Toh Apun Ke Jaise Hi Jeena Gaadi Bangla Nahin Na Sahi Na Sahi Bank Balance Nahin Na Sahi Na Sahi Tv Video Nahin Na Sahi Na Sahi Suiting Shirting Nahin Na Sahi Na Sahi Inki Karlo Kuchh Toh Kadar Yaaro Thoda Jaao Sudhar Kal Ka Kya Hai Kisne Dekha Hum To Aaj Mein Jeete Hain Jinmein Himmat Hai Nahin Woh Aisi Baatein Karte Hain Uski Toh Tum Baat Na Karna Humko Dada Sab Kehte Hain Arre Sheron Ke Jaisa Hai Apna Jigar Ooncha Hi Raha Hai Sada Apna Sar Sar Se Jyaada Oonchi Rahe Yeh Nazar Aasmaan Bhi Toh Sar Ko Jhukaye Yaaron Sun Lo Zara Haan Apna Yeh Kehna Jeena Ho To Apun Ke Jaise Hi Jeena Gaadi Bangla Agar Ho To Kya Baat Hai Bank Balance Se Rangeen Din Raat Hai Tv Video Agar Hai To Kya Hai Maza Dressing Wressing Se Kuchh Aur Thaath Hai Inki Humko Kyon Ho Fikar Jee Lo Jaise Mast Kalandar Yaaron Sun Lo Zara Haan Apna Bhi Kehna Hey Jeena Ho Toh Appun Ke Jaise Hi Jeena