Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua
Raam Laxman
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tumse jo dekhte hee pyaar hua
Zindagi mein pehlee baar hua
Hey, tumse jo dekhte hee pyaar hua
Zindagi mein pehlee baar hua
Tum itane din thi kahan
Main dhoondta hee raha (kahaan?)
Kabhi Linking Road, kabhi Warden Road
Kabhi Cadell Road, kabhi Pedder Road
Tumse jo dekhte hee pyaar hua
Zindagi mein pehlee baar hua
Tum itane din thi kahan
Main dhoondta hee raha (kahaan?)
Kabhi Linking Road, kabhi Warden Road
Kabhi Cadell Road, kabhi Pedder Road
Kithne kuche-galiyaan chhaani
Mere dil ne ek naa maani
Kithne kuche-galiyaan chhaani
Mere dil ne ek naa maani
Kahaan-kahaan par tujko dhundha
Tere liye main huee deewaanii
Phir bhee naa tera deedaar hua
Yaar mere aisa kai baar hua
Ayy, phir bhee naa tera deedaar hua
Yaar mere aisa kai baar hua
Par tum itane din thi kahaan?
Main dhoondta hee raha (kahaan?)
Kabhi Turner Road, kabhi Carter Road
Kabhi Charni Road, kabhi Arthur Road
Prema paheli aisee uljhi
Jor lagaaya, par naa sulajhi
Prema paheli aisee uljhi
Jor lagaaya, par naa sulajhi
Pyaar pe koyi jor nahin hai
Dil mein koyi aur nahin hai
Tere liye dil bezaar hua
Yaar mere aisa kai baar hua
Ayy, tere liye dil bezaar hua
Yaar mere aisa kai baar hua
Par tum itane din thi kahaan?
Main dhoondta hee raha (kahaan?)
Kabhi Perry Road, kabhi Pali Road
Kabhi Mira Road, kabhi Ghodbunder Road
Upar waale kee hai maaya
Usne hamko koob milaaya, haan
Upar waale kee hai maaya
Usne hamko koob milaaya
Bhuule-bhatke aaj milee hain
Dekho, kithne phool khile hain
Jane do jo ab tak yaar hua
Milte hee ab iqaraar hua
Hey, jaane do jo ab tak, yaar, hua
Milte hee ab iqaraar hua
Chalte hain donon vahaan
Mat pucho ab tum kahan par kahan
Linking Road, kabhi Warden Road
Duncan Road, Lamington Road
Cadell Road, kabhi Pedder Road
Charni Road, kabhi Arthur Road
Turner Road, kabhi Carter Road