Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Hum Tum
Rovalio,Ahtasham Bashir
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Anjaani raahoun mein tanha musaafir
Na chaahat koi, na hai koi manzil
Anjaani raahoun mein tanha musaafir
Na chaahat koi, na hai koi manzil
Jab peechay dekha tou sirf saaye hain
Jo mujhe dhoondte huay aaye hain
Woh nahin jaantay, main yahaan zinda nahin
Main tou waheen hoon, jahaan hum-tum thay
Ek dusre ki aankhoun mein gum thay
Bus hum-tum thay
Bus hum-tum thay
ย
Main jaanta hoon, aisa mumkin tou nahin, phir bhi
Kaash aisa ho, mil jaayein saansein bhi aur dil bhi
Hum-tum mil ke duniya basaayein
Dil ke musaafir manzil paayein
Hum-tum sajaayein dil ka nagar, jahaan
Apni zameen ho, apna ho aasmaan
Par jaanta hoon main, aisa hona mumkin nahin
ย