Skip to content

Awaazein

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Awaazein Teri wo dhundta rahoon main khoya Un baahon se dur tha Kala mein gum tha Awaazein Teri wo dhundta rahoon main khoya Un baahon se dur tha Kala mein gum tha Awaazein Teri wo dhundta rahoon main khoya Un baahon se dur tha Kala mein gum tha Awaazein Teri wo dhundta rahoon main khoya Un baahon se dur tha Kala mein gum tha Awaazein Bharti kyun rehti tu aajkal mujhme saansein Tere jism le thehra musafir Aur tere mein hi gum hai raahein Tere hi pal mein hoon thehra main Tere dhun mein hi hoon behra main Aur tere badan ke hi saaye mein rehta Aur tere iss ishq ka chehra main Ab tere liye hi ye gaane hai bante Aur tere liye hi ye taane hai sunte Aur tere baare hi hai khwaab hum bunte Aur tere alawa na kisi ko sunte Lekin ab tujhe khabar kya Hui thi besabar na Khudi thi meri khabar na Par ab bhi kya khabar tujhe (Awaazein) Mere rom rom mein tu juda hai Mera na koi khuda ab toh tu hi khuda hai (Awaazein) Mere rom rom mein tu juda hai Mera na koi khuda ab toh tu hi khuda hai Awaazein Teri wo dhundta rahoon main khoya Un baahon se dur tha Kala mein gum tha Awaazein Teri wo dhundta rahoon main khoya Un baahon se dur tha Kala mein gum tha...*