Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ek Pardesi Mera Dil Le Gaya
Mohammed Rafi
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ek pardesi mera dil le gaya
Jaate-jaate meetha-meetha gham de gaya
Haan, ek pardesi mera dil le gaya
Jaate-jaate meetha-meetha gham de gaya, haan
Kaun pardesi tera dil le gaya?
Moti-moti akhiyon mein aansoo de gaya
Hoye, kaun pardesi tera dil le gaya?
Moti-moti akhiyon mein aansoo de gaya
Mere pardesiya ki yahi hai nishaani
Akhiyaan billaur ki, sheeshe ki jawaani
Mere pardesiya ki yahi hai nishaani
Akhiyaan billaur ki, sheeshe ki jawaani
Thandi-thandi aahon ka salaam de gaya
Jaate-jaate meetha-meetha gham de gaya, haan
Kaun pardesi tera dil le gaya?
Moti-moti akhiyon mein aansoo de gaya
Hoye, kaun pardesi tera dil le gaya?
Moti-moti akhiyon mein aansoo de gaya
Dhoondh rahe tujhe laakhon dil waale
Kar de, oh, gori, zara aankhon se ujaale
Dhoondh rahe tujhe laakhon dil waale
Kar de, oh, gori, zara aankhon se ujaale
Aankhon ka ujaala pardesi le gaya
Jaate-jaate meetha-meetha gham de gaya, haan
Kaun pardesi tera dil le gaya?
Moti-moti akhiyon mein aansoo de gaya
Usko bula doon, saamne la doon
Kya mujhe dogi jo tumse mila doon?
Usko bula doon, saamne la doon
Kya mujhe dogi jo tumse mila doon?
Jo bhi mere paas tha, woh sab le gaya
Jaate-jaate meetha-meetha gham de gaya, haan (haaye)
Kaun pardesi tera dil le gaya?
Moti-moti akhiyon mein aansoo de gaya
Ek pardesi mera dil le gaya
Jaate-jaate meetha-meetha gham de gaya