Kisse
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Chand main dekhoon aankhon mein tere
Gaal gulaali kab huey mere
Chand main dekhoon aankhon mein tere
Gaal gulaali kab huey mere
Kucch tere kucch mere mile khwaabon ke hisse
Kisse tere mere yeh tere mere kisse
Jaage soye khoye khoye sapnon mein rahoon main tere
Machli udde boondein gayein kahaani pyaar ki teri meri
Alag si apni duniya baadalon mein hum basaayein
Ye ambar taarey dariya ishq se hum sajaayein
Chand main dekhoon aankhon mein tere
Gaal gulaali kab huey mere
Kisse tere mere yeh tere mere kisse
Khwabon ke hisse ruhani rumani ye kisse
Khwabon ke hisse ruhani rumani ye kisse
Khwabon ke hisse ruhani rumani ye kisse
Khwabon ke hisse ruhani rumani ye kisse