Skip to content

Imdad Kun Imdad Kun

Alhaaj Owais Raza Qadri
Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Imdad Kun, Imdad Kun Azaranj wa gham azad kun, Dar deeno dunya shaad kun Ya Ghaus e Azam dastagheer Imdad kun Imdad kun, imdad kun, Tere haath mein haath maine diya hai Teray haath hai laaj Ya Ghaus e Azam Nikala hai pehlay to doobay huoon ko Aur ab doobtoon ko bacha Ghaus e Azam Bhawar mein phansa hai safina hamara Bacha Ghaus e Azam, Bacha Ghaus e Azam Kasam hai ke mushkil ko mushkil na paya Kaha hum nay jis waqt Ya Ghause Azam Mureedoon ko khatra nahin bahr e ghum say Kay beray ke hain na khuda Ghaus e Azam Kahein kis say jakar Hassan apne dil ki Sunne koun teray siwa Ghaus e Azam Piro ke aap pir hai ya Ghaus al madad Ahle saffa ke meer hai ya Ghausal madad Ranjo alam rangir hai ya Ghaus al madad Hum aaj ko wasir hai ya ghaus almadad Hum kaise jee rahe hai ke tum se kya kahe Hum hai alaml neer hai ya Ghaus al madad Teer nazar se peyr hai saare alam ke pir Kya yeh alam ke deer hai ya Ghaus al madad Kis dil se ho bayaan beydaade zaalimaa Z aalim bare shareer hai ya Ghaus al madad Ikhfa shararashar y a Ghaus al amar Shar ke sharar khatir hai ya Ghaus al mada Tere hi haat laaj hai ya Pir e dastagheer Hum to tujh se dastagheer hai ya Ghaus al madad Sadqah rasul paak ka joli me daal do Hum Qadri fakir hai ya Ghaus al madad Ahle saffa ne paayi tum se rahe safaa Sab tum se mustaghir hai ya Ghaus al madadDil ki sunaaye akhdar dil ki zabaan maiKehte hai yai behtarir hai ya Ghaus al madad