Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dil Kanton Mein (Ek Dushman Pe Pyar Aaya Hai) - From 'Barood' Soundtrack
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dil kaanton mein uljhaayaa hai
Ki ik dushman pe pyaar aayaa hai
Dil kaanton mein uljhaayaa hai
Ki ik dushman pe pyaar aayaa hai
Sholaa shabnam mein laharaaya hai
Ki ik dushman pe pyaar aayaa hai
Dil kaanton mein...
Jaadoo sa chalne lagaa hai, mausam badalne lagaa hai
Jaadoo sa chalne lagaa hai, mausam badalne lagaa hai
Lagtaa hai mere seene se dil baahar nikalne lagaa hai
Sheesha pathar se takaraayaa hai
Ki ik dushman pe pyaar aayaa hai
Dil kaanton mein uljhaayaa hai
Ki ik dushman pe pyaar aayaa hai
Dil kaanton mein...
Naa paas aanae diya hai, naa door hone diya hai
Naa paas aanae diya hai, naa door hone diya hai
Naa honton ko hansane diya hai, naa aankhon ko rone diya hai
Badaa zaalim ne tadpaaya hai
Ki ik dushman pe pyaar aayaa hai
Dil kaanton mein uljhaayaa hai
Ki ik dushman pe pyaar aayaa hai
Dil kaanton mein...
Aisa sitamagar kaise saiyaan bana re naa jaane
Jab tak ho sakaa ye humse hum ruthe rahen nahi maane
Yahi gussa ye rang laayaa hai
Ki ik dushman pe pyaar aayaa hai
Dil kaanton mein uljhaayaa hai
Ki ik dushman pe pyaar aayaa hai
Sholaa shabnam mein laharaaya hai
Ki ik dushman pe pyaar aayaa hai
Dil kaanton mein...