Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dhaai Akshar: A Magical Love
Raymond Ramnarine
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
It's a magical love
Pal bhar mein jadoo
Kya ho gaya hai
Kya maine paaya
Kya kho gaya hai
Sharm si aaye
Kaise bataaun
Tu padhle sajan
Meri aankhon mein
Alright, the Music Boss in the building
Jind mahiya, jind mahiya
Mere dhol sipahiya
Jind mahiya, jind mahiya
Mere dhol sipahiya
It's a magical love, a magical dream
A magical life if you know what I mean
We're one plus one
So that makes two
You need me and you know I need you
Pal bhar mein jadoo
Kya ho gaya hai
Jind mahiya, jind mahiya
Mere dhol sipahiya
Kya maine paaya
Kya kho gaya hai
Jind mahiya, jind mahiya
Mere dhol sipahiya
Pal bhar mein jadoo
Kya ho gaya hai
Kya maine paaya
Kya kho gaya hai
Sharm si aaye kaise bataaun
Tu padh le sajan meri aankhon mein
Dhaai akshar prem ke
Dhaai akshar prem ke
Jind mahiya, jind mahiya
Mere dhol sipahiya
Jind mahiya, jind mahiya
Mere dhol sipahiya
It's a magical love, a magical dream
A magical life if you know what I mean
We're one plus one
So that makes two
You need me and you know I need you
Ruth ne sajaayi
Phoolon ki doliyaan
Bolo tum bhi bolo
Kuch meethi boliyaan
Hanse kyoon kaajal
Ude kyoon aanchal
Mausam ko sab hai pataa
Jaane kidhar se
Chhupke nazar se
Dil pe koi likh jaaye
Dhaai akshar prem ke
Dhaai akshar prem ke
Jind mahiya, jind mahiya
Mere dhol sipahiya
Jind mahiya, jind mahiya
Mere dhol sipahiya
It's a magical love, a magical dream
A magical life if you know what I mean
We're one plus one
So that makes two
You need me and you know I need you
Tadpaana ghabaraana
Sharmaana ishq hai
Dilbar ki chaahat
Mein mar jaana ishq hai
Koi naa jaane hai sab deewane
Ishq ne hai sab ko maara
Aag mein jal gaya ek parwaana
Kehke jalti shamaa se
Dhaai akshar prem ke
Pal bhar mein jadoo
Kya ho gaya hai
Kya maine paaya
Kya kho gaya hai
Sharm si aaye kaise bataaun
Tu padh le sajan meri aankhon mein
Dhaai akshar prem ke
Dhaai akshar prem ke
Jind mahiya jind mahiya
Mere dhol sipahiya
Jind mahiya jind mahiya
Mere dhol sipahiya
It's a magical love, a magical dream
A magical life if you know what I mean
We're one plus one
So that makes two
You need me and you know I need you
Dhaai akshar prem ke
Dhaai akshar prem ke