Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kajra Mohabbat Wala - Jazz Unplugged
Arpita Chakraborty
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kori najar se tune jaadu hai kar daala
Kore-kore naina tere, roop tera matwala
Akhiyon mein kaajal laga ke maar daala
Kajra mohabbat wala
Akhiyon mein aisa daala
Kajre ne le li meri jaan
Haaye re, main tere qurbaan
Duniya hai mere peechhe
Lekin main tere peechhe
Apna bana le, meri jaan
Haaye re, main tere qurbaan
Aayi ho kahan se, gori, aankhon mein pyaar leke?
Chadhti jawaani ki yeh pehli bahaar leke
Dilli sheher ka saara Meena Bazaar leke
Jhumka Bareilly wala
Kaanon mein aisa daala
Jhumke ne le li meri jaan
Haaye re, main tere qurbaan
Duniya hai mere peechhe
Lekin main tere peechhe
Apna bana le, meri jaan
Haaye re, main tere qurbaan