Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mere Samne Wali Khidki Mein (Sad)
Pratik
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
mere samne wali khidki me ek chand ka Tukda rahta he
afsos ye he ki wo mujhase kuch ukhda ukhda rahta he
mere samne wali khidki me ek chand ka Tukda rahta he
jis roj se dekha he, usko hum shamaa jalaana bhul gaye,
dil tham ke aise baithe he, kahi aana jana bhul gaye
ab aath pahar in aankho me wo chanchal mukhda rahta he
mere samne wali khidki me ek chand ka Tukda rahta he
barsat bhi aake chali gayi
badal bhi garaj ke baras gaye-2
par uski ek jhalak ko hum,
ae hushn ke Malik Taras gaye
kab pyas bhujhegi aankho ki
din rat ye dhukhada rahta he.
mere samne wali khidki me ek chand ka Tukda rahta he
afsos ye he ki wo hamse kuch ukhda ukhda rahta he
mere samne wali khidki me ek chand ka Tukda rahta he