Skip to content

Picture

Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Hashim Nawaz Saare bolo bohut hard bohut hard Rap karun jese mein Mozart Serenade rehne de baatein samajh mein na aati wohi wali mujhe kehne de Aaj bhi hun Kal bhi mein aag tha Underground ki SHAAN mein krna WAAR na Thora sa pagal nahi dewana Rkhta glock mein nahi zigana Bhaya mein jagta rehta Kat ti so k Raat nai Haath milate jab ye milte Aankh nai Baatein krne walon mein na dikhe baat koi Daur hai mehenga munday hotey free kyun Mujhe lagein saare see through Yani k vo jaali Hain Khilari anaari Hain Ungal Leta Roz kabhi Lia Kar to seekh tu Hat pare hat kuri nai tu saanwli Mujhe nai tu janti mujhe Kar yun stalk nai AAMAD hoti hai mujhe par JAANEY DO Hain ye bhooke Mera bhi in ko khaane do Ye na samajh mujhe inko samjhane do Aane do aage tum salakhon wale ko Baaqi ho peeche Matlab andar jail k Hojata fail Bhai jese brake hai Agar Meri saalgirah to ye cake hain Beth jao sare kyun k Hashim ana late hai Sar Mera neeche karun Kya mein saabit Jo bhi jaante hain jaante hain kitna mein haavi yahan Likharioun pe likharioun ki Line lage jidhar khara ho jata mein jese AMITABH KAALIA mein Haath bandh k khara asaan baash Meri tarah rap krna chote asaan na Dost nai hun aap ka zuban sambhalna Hah Mere ghoomre chaakraas Saat k saat Yani mein andaron jaag ra Baat mein dam la Kar phir tu samna Saaf si baat hai Mera Kia muqabla Hah Donga le k aoun ga mein bhar k bars ka Laalay faasla ha bohut ye tu chor de naapna Easy reh choray Mein Thora sa shugal lagata hun Tum logon k masle Hain chote Vo mere nahi tab bhi sab ko mein bhata hun Hashim Nawaz Picture lagi ha Picture dekho Adakaron ko chero na choray Tujh mein kami hai kyun krta behes In baaton ko choro na choray Tu bas ik fan ha Ghoom in gaanon pe Hawa to de na tu choray Hai garmi bohut Yah jal Jana sab kuch Thora ho ja tez tu choray Picture lagi ha Picture dekho Adakaron ko chero na choray Tujh mein kami hai kyun krta behes In baaton ko choro na choray Tu bas ik fan ha Ghoom in gaanon pe Hawa to de na tu choray Hai garmi bohut Yah jal Jana sab kuch Thora ho ja tez tu choray Talha Anjum Saare bolo bohut hard bohut hard Kamar pe samaan boys mere mohtaat Kaamyabi ka nai shortcut, mehnat se maut aye larkon ko, lose karein focus Mere sar pe hai kafan aur Ghar k paas zameen li mene 2 gaz Mein asli abhi bhi, inka to pura career hi bogus Mujhe KDM Kare back bhencho, Beth bhencho Teri aukaat Kyaye? Jagata logon ko mein jese coffee Tabhi to khuda ne mauqa diaye Ya tu Kare rewind ya tu Kare replay Ya tu Kare retry ya tu Kare retreat Reach krne ki try log karein sneak diss Mera aik reply aur tu bane Meri bitch Aye bitch! Tujhe pata hi Kya hai huh Aye bitch! Aye bitch! Mere jesa Kahan hai huh? I spit fire like a dragon marun kami yami ha Meri khaasiat ye hai k mujh mein kaafi khaamiyan Dete insta pe izzat, miltay nai aa Kay vo person to person Phir karte Hain zikar ye ache alfaazon mein jab hai ye likhte Hain verses Picture lag chuki choray Hum vo hero nai Jo kerte rehearsals Humein sunti hai masses Humein suntey musalsal Quick sand motherfucker mein aik dal dal Dhans Jaye ga tu beta apne sar Tak Harkat kare lekin nai barkat Tere qad SE bhi unche mere lafz sab Narro wali nai tujh mein koi khaslat Qurban kiye do bars Hashim k sadqey Bhaiyon se barh Kar nai mere ye maslay waslay Chal shaba Kat le Hashim Nawaz Picture lagi ha Picture dekho Adakaron ko chero na choray Tujh mein kami hai kyun krta behes In baaton ko choro na choray Tu bas ik fan ha Ghoom in gaanon pe Hawa to de na tu choray Hai garmi bohut Yah jal Jana sab kuch Thora ho ja tez tu choray Picture lagi ha Picture dekho Adakaron ko chero na choray Tujh mein kami hai kyun krta behes In baaton ko choro na choray Tu bas ik fan ha Ghoom in gaanon pe Hawa to de na tu choray Hai garmi bohut Yah jal Jana sab kuch Thora ho ja tez tu choray