Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aisay Kaisay
Hasan Raheem
,
Abdullah Kasumbi
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ankhon me meri tuje saadgi na dikhay
Aisay kaisay meri jaana
Yee saaari batein jo adhoori si rakheen theen
Sun raha hai ab zamana
Suba ko ankh khultay yaad tera ana
Ye kaisa maajra hai jaana
Adayen teri wo jo dil ko choo gayeen theen
Kabhi na kuch bhi main kaha na
Kabhi na kuch bhi main kaha na
Kabhi na kuch bhi main kaha na
Labon pe meray ye kahani
Daastan to hai purani
Sath ham rahein gay ye
Umeed karkay baithay thay
Dagha kay is pahaar main
Baja raha guitar main
Mun mor kay jo tu muj say hain yun chali
Mil gaya muje bahana
Ye saari batein jo adhoori si rakheen thi
Sun raha hai ab zamana
Sunay ga ab ye zamana
Sunay ga ab ye zamna
Sunay ga ab ye zamana
Sunay ga ab ye zamana