Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Awaazein
Byg Smyle
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Uljhi hui yaadon mein kho gaya hoon main
Uske bina har pal mujhse rooth gaya hoon main
Khud se hi rootha, haan, kya kahoon ab main? Haan
Dil mein hi qaid ek uljhan bhara zeher sa
Uski muskurahat thi meri zindagi ki raah
Ab uske bina jeena lage saza sa, haan
Iss dard ko suljhane ki koshish mein hoon main
Har lamha main uski yaadon mein hoon laapata sa kahin
Mere kaanon pe teri aawaazein na padein
Aisa koi din nahin
Dil tootne pe yeh aawaaz na kare
Aankhein soyi bhi nahin
Uski adaon ki kya tareefein karoon main?
Duaon mein se bas teri dua padhoon main
Kitna hi mushkil hai tujhe bhool paana, oh, jaanaan
Mehanga sa pad gaya mujhe tumse dil lagana
Sunayi de raha hai teri khamoshi ka shor
Teri yaadein bhi le jaati, tujhe jaana hi chhod
Iss dard ko suljhane ki koshish mein hoon main
Uski yaadon mein hoon laapata sa kahin
Mere kaanon pe teri aawaazein na padein
Aisa koi din nahin
Dil tootne pe yeh aawaaz na kare
Aankhein soyi bhi nahin
Mere kaanon pe teri aawaazein na padein
Aisa koi din nahin
Dil tootne pe yeh aawaaz na kare
Aankhein soyi bhi nahin
ย