SHAYAD MAIN ZINDAGI KI SAHAR
JS
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
shyad main zindagi ki sehar leke aagaya
shayad mai zindagi ki sehar leke aagaya
kaatil ko aaj apnay hi ghar leke aagaya
shayad mai zindagi ki sehar leke aagaya
ta umer dhondta raha manzil mai ishq ki
ta umer dhondta raha manzil mai ishq ki
anjaam yeh ki gard e safar leke aagaya
kaatil ko aaj apnay hi gahr leke aagaya
nashtar hai mere haath mai kaandhon pe mai qada
nashtar hai mere haath mai kandhon pe mai qada.
lo mai ilaaj dard e jigar leke aagaya
kaatil ko aaj apne hi ghar leke aagaya
faakir sanam qaday main na aata mai laut kar
ek zakhm bhar gaya tha idhar leke aagaya
ek zajhm bhar gaya tha idhar leke aagaya
shayad mai zindagi ki sehar leke aagaya
kaatil ko aaj apne hi ghar leke aagay