Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Koi Hamdam Na Raha
Kishore Kumar
Popularity · Very high
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Koyi humdam naa raha, koyi sahaara naa raha
Hum kisi ke naa rahen, koyi hamaaraa naa raha

Shaam tanhaayi kee hai, aaegee manzil kaise?

Jo muje raah dikhae vahee taaraa naa raha
Koyi humdam naa raha, koyi sahaara naa raha
Kya bataaoon, main kahaan yoon hee chalaa jaataa hoon?

Jo muje phir se bulaa le vo ishaara naa raha