Skip to content

Har Taraf Har Jagah Besumar Aadmi

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Apanee hi laash ka khud mazaar aadmee Subah se shaam tak bojh dhota hua Subah se shaam tak bojh dhota hua Apni hi laash ka khud mazaar aadmi Apni hi laash ka khud mazaar aadmi. Phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi Har taraf har jagah beshumar aadmi. Har taraf bhaagte daudhte raaste Har taraf bhaagte daudhte raaste Har taraf aadmi ka shikaar aadmi Har taraf aadmi ka shikaar aadmi. Phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi Har taraf har jagah beshumar aadmi. Roz jeeta hua roz marta hua Roz jeeta hua roz marta hua Har naye din naya intezar aadmi Har naye din naya intezar aadmi. Phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi Har taraf har jagah beshumar aadmi. Zindagi ka mukkaddar safar dar safar Zindagi ka mukkaddar safar dar safar Aakhri saans tak bekaraar aadmi Aakhri saans tak bekaraar aadmi. Phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi Har taraf har jagah beshumar aadmi Har taraf har jagah beshumar aadmi.