Skip to content

Deewane

Shaan feat. Alka Yagnik
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Deewana main na tha, deewana ban gaya Kab kaise aur kya afsana ban gaya Na tujhe hai khabar, na mujhe hai magar Jaane kab dil se dil mil gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewana tu na tha, deewana ban gaya Kab kaise aur kya afsana ban gaya Jaadu nigahon ka teri Mujhpe asar kar gaya hai Jaadu nigahon ka teri Mujhpe asar kar gaya hai Dil deewana tumhara Vaada koi kar gaya hai Maine mana meri jaan, maine mana Dil jo bola wohi kar diya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewana main na tha, deewana ban gaya Dhadkanein sun rahi hain Dhadkanon ki zubaan ko Dhadkanein sun rahi hain Dhadkanon ki zubaan ko Aisa haseen ho nazara to Kaise na armaan jawan hon Tere bin ek pal nahin jeena Maine yeh faisla kar liya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewana main na tha, deewana ban gaya Kab kaise aur kya afsana ban gaya Na tujhe hai khabar, na mujhe hai magar Jaane kab dil se dil mil gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewana main ho gaya