Laapata
Kartikeye, Khevna
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Laapata
Har dafa
Na jaane man kya chahe
Kya mera
Kya tera
Sab iss pal mein ghul jaaye
Aane wali jo raatein hai
Dil jalaane ki baatein hain
Waqt beet-ta hi jaaye kyun
Jhoote vaade iraade bhi
Kyun mere paas alfaaz bhi
Ek raaz ban thehrey
Sagar kinaare
Taare
Kyun toot-tey rehte
Andekhi
Tasveerein kehti
Khud ko rok nahi
Bas mein nahi
Tere
Na hi manzil na raahi koi
Kho ke paane ki baatein hai
Kya hi paaya agar khona zaroori tha
Raet ban ke jo phislein yoon
Kyun mere paas alfaaz bhi
Ek raaz ban thehrey
Sagar kinaare
Taare
Kyun toot-tey rehte