Allah Allah Tu Hi Malik (Hamd)
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Tu hi malik tu hi raziq
Phir kisse maagun main bhala
Jab tu hi mera hai bhala
Duniya ke sare ye ilah
Jab kar na paye faisla
To dil pukare la ilaha
Zuban pukare la ilaha
Allah... allah... allah...
Ghaffar hai sattar hai
Tu raheem hai tu kareem hai
Bakhshega koun gunahon ko
Jab tu hi na tawwab ho
Main tere dar pe aya hun
Apni katayen laya hun
Kalmaat ko tere jaan kar
Sar ko jhukane aya hun
Ab dil pukare la ilaha
Zuban pukare la ilaha
Allah... allah... allah...
Duniya ke sari naimaten
Mil jaye to kiya fayeda
Jab tu na ho razi
Sataye yaad maazi
Teri mil jaye rahmat
Our phir aa jaye barkat
Dil ko aa jaye chain phir
Sukun mil jaye jaan ko
Allah... allah... allah...
Tu hayyul qayyum hai
Tu aali-ul-ghayyub hai
Tera daur hai har daur me
Har daur hi tera daur hai
Jise mil gaya wohi khushnaseeb
Wana ek lambi daur hai
Phir zindagi farar hai
Our dil bhi bekarar hai
Jab kah diya la ilaha
To phir kaisa inkar hain
Allah... allah... allah...
Mere sab gham mita de
Mujhe apna tu bana le
Teri rah pe aisa mai chalun
Raste se phir na mai hatun
Duniya ki sari mushkilen
Aasaan ho tere naam se
Sare bandhan aasaan hon
Bas ek tere kalam se
Allah... allah... allah...