Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
BESABRIYAAN
Armaan Malik
,
Amaal Mallik
Popularity ยท High
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
ย
Raaste bhaage Paanv se aage
Zindagi se chal Kuch aur bhi maange
Raaste bhaage Paanv se aage
Zindagi se chal Kuch aur bhi maange
Kyun sochna hai jaana kahaan
Jaaye wahin le jaaye jahaan
Besabriyaan, besabriyaan
Besabriyaan, besabriyaan
Kadmon pe tere baadal jhukenge
Jab tak tujhe ehsaas hai Jaageer teri tera khajana
Ye tishnagi hai Ye pyaas hai
Kyun rokna ab ye kaarvan Jaaye wahin le jaaye jahaan
Besabriyaan, besabriyaan Besabriyaan, besabriyaan
Kya ye ujaale Kya ye andhere
Dono se aage hai manzar tere
Kyun roshni tu baahar talaashe
Teri mashaale hain ander tere
Kyun dhoondna pairon ke nishaan
Jaaye wahin le jaaye jahaan
Besabriyaan, besabriyaan
Besabriyaan, o.. besabriyaan
ย