Lakhon Hain Nigahon Mein
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Lakhon hain nigaah mein, zindagi kee raah mein
Sanam haseen javaan
Hothon mein gulab hai, aankhon mein sharaab hai
Lekin vo baath kahaan ho
Lakhon hain nigaah mein, zindagi kee raah mein
Sanam haseen javaan
Hothon mein gulab hai, aankhon mein sharaab hai
Lekin vo baath kahaan
Lat hai kisi kee jaadoo ka jaal
Rang daale dil pe kisi pe kisi ka jamaal
Lat hai kisi kee jaadoo ka jaal
Rang daale dil pe kisi pe kisi ka jamaal
Tauba ye nigaahen, ke rokatii hai raahen
Tauba ye nigaahen, ke rokatii hai raahen
Dekho le le leke tir kaman haay
Lakhon hain nigaah mein, zindagi kee raah mein
Sanam haseen javaan
Hothon mein gulab hai, aankhon mein sharaab hai
Lekin vo baath kahaan
Jaanu naa deewaanaa main dil ka
Kaun hai khayaalon kee malikaa
Jaanu naa deewaanaa main dil ka
Kaun hai khayaalon kee malikaa
Bheegee bheegee rut kee chhaaon tale
Maan lo kaheen vo aan milee
Kaise pehchaanoon, ki naam nahin jaanoon
Kaise pehchaanoon, ki naam nahin jaanoon
Kise dhoondhe mere armaan ho
Lakhon hain nigaah mein, zindagi kee raah mein
Sanam haseen javaan
Hothon mein gulab hai, aankhon mein sharaab hai
Lekin vo baath kahaan
Kabhi kabhi vo ek mahjabeen
Dolati hai dil ke paas kaheen
Kabhi kabhi vo ek mahjabeen
Dolati hai dil ke paas kaheen
Ke hain jo yahi baathen
To hongee mulaakaatein
Hain jo yahi baathen
To hongee mulaakaatein
Kabhi yahaan nahin to vahaan haay,
Lakhon hain nigaah mein, zindagi kee raah mein
Sanam haseen javaan
Hothon mein gulab hai, aankhon mein sharaab hai
Lekin vo baath kahaan hoye
Lekin vo baath kahaan
Lekin vo baath kahaan hoye