Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Malaal
Yuvraj
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Powered by X-Audio
Jaana hai bahar, kaise jau mai bata
Mujhko pyaar karne wale nazar aate hai
Dekh ke unhe thoda lagta hai bura
Aise pal bhar mein kyun woh bichad jaate hai
Jaise hum tum khafa ho gaye thee
Jaise hum tum juda ho gaye thee
Ye duniya nahi hai alag
Par khudko sambhala hai yaar
Jo kho gaya hai tu toh phir bawal kya kare
Iss khuda se hum bata sawaal kya kare
Jo thaa hi nahi apna usko khona kaisa hai
Toh phir iss baat ka malaal kya kare
Jo kho gaya hai tu toh phir bawal kya kare
Iss khuda se hum bata sawaal kya kare
Jo thaa hi nahi apna usko khona kaisa hai
Toh phir iss baat ka malaal kya kare
Kya kare malaal tu bata
Oh jaan meri jaa, jo tu chala gaya hai
Har modd pe yaar mujhse puche
Ki tere jaane ki bataa na kya wajah hai
Hum toh khud ke hi sheher mein aise
bhatak rahe. Ho jaise ke ishq ek gunaah hai
Aur jo tu suna de umr qaid
Dil mera tere hi haq mein toh gawah hai
Aur ye mai nahi hu keh raha
Iss baat ki toh saari duniya gawah hai
Ke jo husn wale hai
Unhone ki nahi kabhi kisi se bhi wafa hai
Mere armaan tabah ho gaye hain
Saare chahat fanah ho gayi hain
Par tujhko bhulaya hai yaar
Aur dil se hataya hai yaar
Jo kho gaya hai tu toh phir bawal kya kare
Iss khuda se hum bata sawaal kya kare
Jo thaa hi nahi apna usko khona kaisa hai
Toh phir iss baat ka malaal kya kare