Ajnabi
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Ajnabi ajnabi ajnabi...
Tu guzar jaayega reh jaayegi zameen.
Ret ki lehro mai dafn hai... Teri khushiyan kahi. aansu tere kahi.
Ajnabi ajnabi ajnabi...
Jo karega yaha, wo bharega yehi.
Na mila na milega kabhi.
Laut kar aaney ka, koi raasta nahi.
Tune socha nahi, tune jaana nahi.
Har tajurbey mai baat raaz ki thi chipi.
Tune dekha nahi, tune samjha nahi.
Har murai k sath baddua thi judi.
Ajnabi ajnabi ajnabi.
Tere insaan mai, bas zara si kami
Ladhkadatey kadam they kahi...
Ladhkadaati thi raahey. kahii...
Ajnabi ajnabi ajnabi.
Tera apna koi tune maanaa nahi.
Kya bhala kya bura kya sahiii
Kal ki taabir mai tune becha sabhi.
Tune dekha nahi, tune jaana nahi
Teri khushiyon mai tha tere saathi koi
Ab wo daulat bhi ab wo shauhrat bhi hai.
Ab wo khushiyan bhi hai, par wo saathi nahi.