Skip to content

Koi Umeed

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Koi Umeed Bar Nahi Aati Koi Soorat Nazar Nahin Aati Koi Ummeed Bar Nahin Aati Koi Soorat Nazar Nahin Aati Koi Ummeed... Hum Wahaan Hai, Jahaan Se Hum Ko Bhi Hum Wahaan Hai, Jahaan Se Hum Ko bhi Kuchh Hamari Khabar Nahi Aati Kuchh Hamari Khabar Nahi Aati Koi Ummeed Bar Nahin Aati Koi Ummeed... Janta Hoon Shababe-taato-zahad Par Tabiyat Idhar Nahin Aati Par Tabiyat Idhar Nahin Aati Koi Ummeed... Kaba Kis Munh Se Jaoge Ghalib Kaba Kis Munh Se Jaoge Ghalib Sharm Tumko Magar Nahin Aati Sharm Tumko Magar Nahin Aati Koi Ummeed Bar Nahin Aati Koi Soorat Nazar Nahin Aati Koi Ummeed... Koi Ummeed...