Skip to content

Mast

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Tumhare Naam Se Mansoob Hai Humara Gham Humari Baat Shuru Tumse Aur Tumhin Pe Khatam Tumhare Naam Se Mashhoor Hai Humara Gham Humari Baat Shuru Tumse Aur Tumhin Pe Khatam Haaye Teri Kaatil Aankhein Jaan Tum Pe Vaari Hai Tere Liye Likhi Hai Shayari Zehni Bimari Hai Yeh Jo Teri Yaari Hai Yeh Toh Dhokebaazi Hai Baat Yeh Puraani Thi Dard Ab Bhi Jaari Hai Nahi Rakha Kabhi Tumne Bhi Humara Bharam Nahi Rakha Kabhi Tumne Bhi Humara Bharam Tumhare Naam Se Mashhoor Hai Humara Gham Humari Baat Shuru Tumse Aur Tumhin Pe Khatam Tere Chehre Ki Raunak Hai Aasmaan Sitaara Tu Jaanta Hai Tujh Bin Nahi Koyi Humara Tu Chala Gaya Yahan Se Sab Mit Gaya Nazara Teri Khaatir Mila Hai Humein Taufa Khasara Sab Ke Sab Chale Gaye Yoon Hi Sab Badal Gaye Sabko Humne Dekh Liya Yahin Duniyadari Hai Tujhko Rakha Sabse Alag Tha Tere Baare Mein Main Ghalat Tha Dekh Tere Gham Ka Saya Dil Pe Kitna Bhari Hai Tumhare Naam Se Badnaam Hai Jahaan Mein Hum Humari Baat Shuru Tumse Aur Tumhin Pe Khatam Tumhare Naam Se Mashoor Hai Humara Gham Humari Baat Shuru Tumse Aur Tumhin Pe Khatam Tumhare Naam Se Mansoob Hai Humara Gham Humari Baat Shuru Tumse Aur Tumhin Pe Khatam Dard Ab Bhi Jaari Hai