O More Saiyaan
Monu Music India
Popularity ยท Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Aahatein
Bichdi saanson ki hain
Yaadein teri bandh aankhon mein hai
Tujhse juda mann
Teri yaadon ki dhadkan jagaye mujhe
Aisi khamoshiyon mein
Dil ke naghme sunaaun kisey
O more saiyan
Raina na beete bane
O more saiyan
Naina na roothe mane
Tere hi saaye mein
Khwabon ki baahon mein
Apni kahaani likhun
Hanste huve pal mein
Rote huve pal mein teri zubaani bahun
Aisa naata kya rishta kehlata
Bas teri banke rahun
O more saiyan
Raina na beete bane
O more saiyan
Naina na roothe mane