Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ik Raat
So Dee
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dekha tujhe mere armaan se jaage
Dil mera ab tujhko hi chaahe
Khwaabon mein tere peechay peechay bhaage
Kyun yeh dil kho gaya
Tujhe dekhoon toh yakeen hota hai
Naa main dekhoon toh sukoon khota hai
Saari raat yeh dil rota hai
Haan mujhe pyaar ho gaya
Aao suno mujhe baat hai bataani
Ik raat ki kahaani
So dee dhoonday apni rani
Par woh lagti begaani
Lage mujhe woh toh shaani
Jab main poochun uske baare mein toh
Kare woh shaitaani haan
Phir jhat se woh peeti vodka paani
Maine ek sip maanga toh woh kare manmaani
Socha maine ladki shaatir
Mere kaabu mein naa aani
Main toh phas gaya haaye
Adhuri hai kahaani
Dekha tujhe mere armaan se jaage
Dil mera ab tujhko hi chaahe
Khwaabon mein tere peechay peechay bhaage
Kyun yeh dil kho gaya
Tujhe dekhoon toh yakeen hota hai
Naa main dekhoon toh sukoon khota hai
Stargazing till the end of the night
Baby you the superstar, that i can't deny
Imma be yo paparazzi, girl yo so fly
Take yo chance with me, I'm yo ride or die
Saare tere pichay baithe dil haare
Paagal hoye phir de vachaare
Tere dil vich ki mutiyaare
Kare Ishaare
Tune dekha mujhe nazarein milaake
Dil tera ab mujhko bhi chaahe
Khwaab mere ab haqeeqat mein jaage
Tera dil kho gaya
Sochun ab toh yakeen hota hai
Tujhe dekhoo'n toh sukoon milta hai
Naa mera yeh dil rota
Tujhe bhi pyaar ho gaya
Ab suno mujhe baat hai bataani
Ik raat ki kahaani
Maine dhoondhi apni rani
Naa woh lage ab begaani
Lage mujhe na woh shaani
Roshan chehra hua uska, toh lagi afghani
Maine bhi sip sip piya vodka paani
Jhuki aankhein meri
Baat meri usni bhi maani
Huye dil ghayal
Masha allah kaisi yeh jawaani
Suna yeh gaana jab mera
Bani meri woh deewaani haan
Suna yeh gaana jab mera
Bani meri woh