Suno Meri Sarkar Zamana Ulta Hai (From ''Chhoti Bhabhi'')
Mohammed Rafi, Husnlal Bhagatram
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Uulta hai suno meri sarkar zamana uulta hai
Uulta hai suno meri sarkar zamana uulta hai
Ek shaadi ho rahi thi haan
Ek shaadi ho rahi thi saari duniya thi jawaan
Dulha dulhan jab mile to band ne gaya wahaan
Kya gaya?
Do dilon ko ye duniya milne hi nahi deti
Do dilon ko ye duniya milne hi nahi deti
Isliye to budrigo ne kaha hai ki ulta
Uulta hai suno meri sarkar zamana uulta hai
Uulta hai suno meri sarkar zamana uulta hai
Haan
Doosri shaadi ki suniye
Haan
Doosri shaadi ki suniye
Jaane wali thi baraath
Ho ke ruksat jab dulhan jaane lagi dulha ke saath
To baaje walo ne gaya
Kya gaya?
Ho likhne wale ne ho likhne wale ne
Likh di meri tabdeer mein barbaadi
Likhne wale ne ho likhne wale ne
Are bhai isliye to budrigo ne kaha hai ki ulta
Uulta hai suno meri sarkar zamana uulta hai
Uulta hai suno meri sarkar zamana uulta hai
Haan
Ek boodhe ka janaza raha par tha ja raha
Hum wahaan pahuche to dekha band tha ye gaa raha
Are bhai kya gaa raha?
Oh, chal chal re naujawaan pum pum pum pum pum pum
Chal chal re naujawaan naujawaan naujawaan
Isliye to budrigo ne kaha hai ki ulta
Uulta hai suno meri sarkar zamana uulta hai
Uulta hai suno meri sarkar zamana uulta hai