Skip to content

Hum Tum Miley

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Hum tum mile yun pyaar mein Mitne lagi tanhaaiyaan Hum tum mile yun pyaar mein Mitne lagi tanhaaiyaan Ab hai nahin kuch faasle Ab hai nahin kuch faasle Bas pyaar hi hai darmiyaan Hum tum mile yun pyaar mein Mitne lagi tanhaaiyaan Kismat mein hi tha tumse milna Pyaar bana pyaara bahaana Ho, mohabbat nigaahon mein palne lagi Tujhe zindagi kehke bulaane lagi Meri Priya, meri Priya, o meri Priya Hum tum mile yun pyaar mein Mitne lagi tanhaaiyaan Duniya rahegi jab tak ae hamdam Yunhi rahenge tere sada hum Ho, mohabbat duaayein karne lagi Saaton janam yeh maangne lagi Tujhe Priya, meri Priya, o meri Priya oh Hum tum mile yun pyaar mein Mitne lagi tanhaaiyaan Ab hai nahin kuch faasle Ab hai nahin kuch faasle Bas pyaar hi hai darmiyaan, ho Hum tum mile yun pyaar mein Mitne lagi tanhaaiyaan Mm hm hm, hey eh, aa ha ha, ho ho La la la, la la la la la Mm, eh hey hey, la la la la Mm, eh hey hey, la la la la