Alamgaar (feat. Sos, Zero Chill, Dakait
Ahmer
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Sunna joh tune woh sach!
Haan ji hum inse alag
UK se Sirinagar, uppar se neeche sab ulat pulat, nah!
Fuck na dun hate ko, chote ye rapper toh laaya main draco
Lodey pe mere baithe ye saare bajne ko
Bana root ka canal joh tu laga sadne ko
Chalo khelo!
Ye medhak joh phudakte, faltu ki baithak mein
Khundak mein jhulaste
Hum bhi toh aafat hai!
Vimano se gola bhari
Dogfight! hai circle bhi kaafi haavi
Rozgaari meri? mera career na beef ka
Main diss wala rapper na, saanse hun cheenta
Dehradun wale bhai apne phir heat laaye
Do vaadiya judi toh hyi honi hai tabahi
Rishwat se lele tu hype
Main flow karu switch naaki side
Ye bitch kare joh all night
Lo aagaye shikaari on site!
Haan pehle tha main kaafi nice
Ab toh haraami on mic
Inki toh honi thi tight!
Abbey ruk!
Ab hona azaab hai, humse toh bidhna hi paap hai
Hum toh beta tere baap hai
UK hai SAATH mein, bachne ka kaisa imkaan?
Woh bole hume Alamgaar!
Hona hisaab hai
Badle mein mileghi laashe
Har lamhaa jungi halaat mein
Marte na khwab hai
Bachne ka kaisa imkaan?
Woh bole hume Alamgaar!
Chadayi ab uppar se upaar ki
Hustle jab Har din ki
Basand se Dori,Par chede jo
Phode fir, chode Mai,Muh ko bhi
Age ho Jo marzi
Akela bhari Mai 100 par bhi
Hum jaise mokoshi sab se anokhe
Thule ko dookhe bhi dunde bas mouke
Tu chuna na chote
Bande Jo akhde fir
Ghar ko nah lote
Chuke nah kare Jo aim
Khokle ye andar se Baje sab same
Dogle nah Real hum Lupe Ye game
Andhi hum tamege tumhe ye vehem, ha!
Rehm nah Lute hum sathi dakait
Hey don't you fuck with ya gang
Tere sab Shooter bhi kaid
Hum Jo bhi likhe Woh faiz
Gaane kitaabe hai kaiz
Saare bolo badiya he badiya hai
UK 07 se judaayi humne galiya hai
Cheda waqt se rukaayi saari gadiya hai
Tere takht se judaayi ka ek zariya mai
Sariya collab ye sar pa hai seedha halaaq
Ye qalam se karte mazaak
Yeh likhte sab jo bhi napaak
Abh honi sanjeeda halaat, mausiqi se inka talaak!
Abh bolna be kaun hai behtar
Kis se better kitna dapper tera favourite rapper
Mere L ka rehbar!
Halka rapper, hulk main rapper
Karu lyrical massacre!
SOS, sath mein Ahmer
Intifada inqalab haan, fateh har ilaka
Rooh zabt teri istilah se
Iss tarah se
Sab halaal abh bismillah se!
Rishwat se lele tu hype
Main flow karu switch naaki side
Ye bitch kare joh all night
Lo aagaye shikaari on site!
Haan pehle tha main kaafi nice
Ab toh haraami on mic
Inki toh honi thi tight!
Abbey ruk!
Ab hona azaab hai, humse toh bidhna hi paap hai
Hum toh beta tere baap hai
UK hai SAATH mein, bachne ka kaisa imkaan?
Woh bole hume Alamgaar!
Hona hisaab hai
Badle mein mileghi laashe
Har lamhaa jungi halaat mein
Marte na khwab hai
Bachne ka kaisa imkaan?
Woh bole hume Alamgaar!
Jiyu main Azaad jai Chandrashekhar (jai)
Londey keet daant mujhme antar dekhkar (dekh)
Devlok se toh mere path par devgan
Game saara gerun thodey manatar fek kar (swaha)
Jan pe baat aaye toh gun rakh case par(thaak)
Tan pe ched
Na ek shan tu khed kar
Likhu tantra page par anant shetrafal
Jaise raajnaitik shadiyantra mez par
Kash maru karein kashmiri flow
Vash mein basalu puri pidi ko
Easy bro
Vish mai dubaake sari city ko
Mast hoke prasthaan Tehri ko
Mast maan
Karta ni matdaaan
Jhuuti sab baaton ka pakwaaan
Mat maaan (mat maan)
Jujmaaan
Yon ta sab khaaan
Yakh ho ya takh maa
Jakhi jaan wakhi khaaan
Bharne yha sabko hi paapi pet
Toh mai chabaata rappers thaali samet
Jo wehem rakhte meri azaadi pe
Bang karu bangers se
Ahmer jab ghaati mein
Raag theek hai
20 20 track, saal theek hai
Puliya maalsi se
Log bolte maalchi the
7 saal peechey
Shaady toh shaapit hai
Verse chade toh chadhau londey faasi pe
Ye mic pe Inqalab Hai
Ek sailab hai
Kar inhe intala ke
Sehar ye zapt hai
Paine shabd hai
Mere
Kehar hai ladke mere
Lene aaye inteqaam hai
Vo bole mujhe haal kya janab hai
Bole Gaane tere dope poore aag se lagade ka
Kalam hai barood hote hath se dhamake
Laashe bichi rappero ki
Nikle inke zanaze
Khaali kare baate
Aake aankh na milaate
Yaha sar fate dekh
Zara Hath to lagake
Inhe lage mere sab gunah hai
Mustaafa Mai Ban karu
Inko parajit
Hai Kayaar ye khele bas chup karke
Rustom bane fire launde ye oopar se
Bhai mere kashmeer se kush bharte
Flow bahe ganga sa Nikla Ho jaise ye goumukh se
Jo bane dawood mai
Bars ke gola barood daaagu
Seedha bas dushman pe
Jaise ham Bhagat Singh laate Azaadi
Bas Kranti likh dala pustak pe!