Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Sab Galat
Ustaad, Septune, AGRXM
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Sab galat mai galat
Sab bole beta hai ye Na-samaj
Na kabhi samjhe kya sabak?
Sabki galtiyon se leta beta parakh!
Sab galat main galat
Sab bole beta hai ye Na-samaj
Na kabhi samjhe kya sabak?
Sabki galtiyon se leta beta parakh!
Ghar wale bole launda rap ke liye try kar raha
Khali is umar mein job chhodkar hai yah bach Raha
Apne hi gharwalon se chhute ja raha hai vasta
Kal Tak ini raston ki Khoj mein Aaj hai yeh kho Chuka
So Chuka
Mera Zameer ye
Bharosa Diya fir Dil Ko sukoon dekar yeh chir den
They always playin safe khinche lakiren
Aur fir baat peeth ke piche then you die like Caesar
Main ekantvasi aur yeh le attention bheekh mein
Inki karmon ki vajah se rahti nazre jameen pe
Chupi Thame baithe sirf ye kose nasib
Jhuthe dilaaso pe bhi kar le yakin ye
Sab galat main galat
Sab bole beta hai ye Na-samaj
Na kabhi samjhe kya sabak?
Sabki galtiyon se leta beta parakh!
Sab galat main galat
Sab bole beta hai ye Na-samaj
Na kabhi samjhe kya sabak?
Sabki galtiyon se leta beta parakh!
Ye karte badi baatein lekin hota inpe kaam ni
Mai ata jab hu kaam pe rehta kabhi calm ni
Mera chalta yaha naam double dhaar jaise rampuri
Ga*d khuli!
Uski jisne samjha mujhko mamuli Londe kru set, fielding pura Ganguli
Ball kru aisi tujhe samjhe ni kha ghusi
Scoreboard dekhe to bole ki bhaiya maa chudi
Baatuni bande bhi bante hai bansuri
Gaalo pe tablo ki thaap wali chaap chooti!
Nache har gan*u bhi banke fir Madhuri
042 wale londe hore Kabuli!
Londe ki buddhi me kand bhare kanuni
Dande se baat kare khaal teri jaamuni
Hafte ki line rakhe jebo mein mamu bhi
Khopdi garam to fir khud ki bhi maanu ni
Sahi galat kya h fir mai bhai jaanu ni!
Sahi galat kya h fir mai bhai jaanu ni!