Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Itne Kareeb Aao
Raaj
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Na sunaai do, na nazar aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao
Na sunaai do, na nazar aao
Um-um, itne kareeb aao, ah, itne kareeb aao
ย
Pal-bhar mein duriyon ko mumkin nahi mitaana
Maana ki hai kathi per hoga tumhein nibhaana
Pal-bhar mein duriyon ko mumkin nahi mitaana
Oh, maana ki hai kathi per hoga tumhein nibhaana
Saanson ki tarah aao, saanson ki tarah jaao
Itne kareeb aao, um, itne kareeb aao
ย
Chalne mein kya mazaa hai pat'thar chubhein jo neeche
Keh do toh bichha doon dil ko kadam ke neeche
Chalne mein kya mazaa hai pat'thar chubhein jo neeche
Oh-oh, keh do toh bichha doon dil ko kadam ke neeche
'Gar chal sako toh aao, um-um
Itne kareeb aao, itne kareeb aao (itne kareeb aao)
Haan-haan, na sunaai do, na nazar aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao
ย