Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kya Mila Hoke Juda
Muzi Boys
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hmmm. Teri Aankhein aur baatein sabhi
Yaadon se ab kahi jaaye na
Tere bin hai jo haalat meri
Lafzon me ab kahi jaaye na
Dheere dheere khwab mere marne lage ab
Bache alfaaz mere
Unn alfaazon ko kehna sake hum
Jee ke bhi kya karle
Kyu Diya tune aise saza
Kya mila tumko hoke juda
Kyu Diya tune aise saza
Kya mila tumko hoke judaa
Ab toh aansu mere
Naino me hi bas gaye hai
Har pal Aankhein meri
Tujhe dekhne taras gaye hai
Ab toh Mausam bhi aanhein bhare
Ashkon ki bas yeh baarish kare
Aisa dard kise na mile
Zakhmi dil ki guzarish hai yeh
Dheere dheere khwab mere marne lage ab
Bache alfaaz mere
Unn alfaazon ko kehna sake hum
Jee ke bhi kya karle
Kyu Diya tune aise saza
Kya mila tumko hoke juda
Kyu Diya tune aise saza
Kya mila tumko hoke juda