Skip to content

Subah Subah

Zubeen Garg Music
Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Subah subah ye kya huva Na jaane kyon ab main Hawaayon mein chal raha hoon Nayi subah nayi jagah Nayi tarah se nayi Dishaaon mein chal raha hoon Nayi nayi hain meri nazar Ya hain nazaarein naye Yaa dekhte khwab main chal raha hoon Subah subah ye kya huva Na jaane kyon ab main Hawaayon mein chal raha hoon Nayi subah nayi jagah Nayi nazar se nay nazaare main dekhata hoon Ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza Jahaan ke saath main chal raha hoon Subah subah ye kya huva Na jaane kyon ab Main hawaaon mein chal raha hoon Jo abhi hain usiko jilein, jo jiya wo ji liya Wo nasha pi liya Kal nasha hain ek naya jo, na kiya to kya jiya Har pal ko pi ke agar dil na bhar diya Subah subah ye kya huva Na jaane kyon ab main Hawaayon mein chal raha hoon Nayi subah nayi hava Nayi tarah se nayi Dishaaon mein chal raha hoon Subah subah ye kya huva Na jaane kyon ab main Hawaaon mein chal raha hoon Nayi subah nayi jagah Nayi tarah se nayi dishaaon mein chal raha hoon Ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza Jahaan ke saath main chal raha hoon Subah subah ye kya huva Na jaane kyon ab main Hawaaon mein chal raha hoon