Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Carbon Copy
Shaan
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Maa ne muhje samjhaya tha photo tumhara dikhlaya tha
jaana maine jaana tumko pehchaana
tumse mera rishta jaane kitna hai purana
nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy ...(2)
main to mere papa ki carbon copy - carbon copy
nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy
main to mere papa ki carbon copy - carbon copy
nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy
Chhod ke desh chale aaye ho yeh hai pardes tum paraye ho
upar se nakaab yeh chadhaye ho andar se bade hi gabhraye ho
indian hai hum nahin bhoolna laut chalo hai kya sochna
chehra tumhara saaf kehra hai jhoothi yeh hasi hai dekho dil ro raha hai
nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy
main to mere papa ki carbon copy - carbon copy
nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy
Oh ek pehli ban gaya hoon main suljhegi yeh kaisi darr gaya hoon main
ban ke jo jawan tu aaya hai bete mera dil bhar aaya haiv
sab yaad hai bhoola main nahin majboor hoon bura main nahin
mujhko mafi de de beta tu hai mera lag ja gale se aakhir saaya hai tu mera
nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy
main to mere papa ki carbon copy - carbon copy
nahin fax nahin xerox nahin telex ya computer ki floppy
main to mere papa ki carbon copy - carbon copy
jeevan to yeh aana jaana hai ghum aur khushi ka tarana hai
aaj mujhe karaz yeh chukana hai beta hoon main farz yeh nibhana hai
shayad main kal rahonga nahin tum ko bhi tang karunga nahin
mera aur tumhara aisa hai yeh naata bandhan hai yeh lahun ka bhulaya nahin jaat